Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaji maine kaha aap yahaan se jaane ka kya loge kaun main haan ji aap yahaan se jaane ka kya loge kya loge kya doge kya kya doge jo main maangu wo tum doge kyon nahin din ko taare tod ke laadoon jannat ki kaliyaan mangwadoon aur kuchh bolo sanam dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam mere dhandhe ki kasam magar aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge un hoon kuchh to socho hoon kuchh to samjho wo ho kuchh to socho kuchh to samjho rehne do bekar ki baaten bekar ki baaten hann haan sun lega bedard zamaana dil mein rakkho pyar ki baaten pyar ki chori chhup nahin sakti sakti hai ho behti nadiyan ruk nahin sakti ruk sakti hai pyar ki chori chhup nahin sakti behti nadiyan ruk nahin sakti kab se mere gale padi ho kab se mere gale padi ho ban ke ik deewar khadi ho jaaungi mein na sanam mere dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam tere dhandhe ki kasam haai aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge nahin jaaungi suno kya suno na bolo na hoon hoon hoon hoon
oooooooooo ooooooo oooooo ooooo oooo ooooo hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmmm hmmmmmm hmmmmmm aap yun faaslon se guzrte rahe aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aahton ke andhere chamakte rahe raat aati rahi raat jaati rahi aap yun hoooo ooooo hmmm hmmmm hmmm hmmmm gungunaati rahi meri tanhaaiyaan door bajti rahi kitni shehnaaiyan zindagi zindagi ko bulaati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun katra katra pighalta raha aasmaan katra katra pighalta raha aasmaan ruhon ki waadiyon mein naa jaane kahaan ik nadi ik nadi dilruba ki gaati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun aaaap ki garam baahon mein kho jaayenge aaaap ki naram zaanon pe so jaayenge so jaayenge muddaton raat needen churati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun aap yun
Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Dekhiye Ek Din Pyaar Ho Jaayega, Aisi Baaten Na Kar O Hasin Jaadugar Mera Dil Teri Aankhon Mein Kho Jaayega
aapka chehra masha allaah julf ka pehra suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon mera haq hai oo shehjaadi mera haq hai oo shehjaadi chaahat ka parwaana hoon aapka chehra ha ha aa aa masha allaah mm hm hm julf ka pehra o ho suhaan allaah ho aapki baaten wallah wallah itni muhabbat ho allah allah pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain duniyaa waale bhed na jaane duniyaa waale bhed na jaane doob ke hum to paar huye hain aapka chehra hmm hm hm hm masha allaah oo ho ho julf ka pehra o ho suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo aisa nasha hai behki jaaun aisa nasha hai behki jaaun aaj mujhe tum khud hi sambhalo aapka chehra ha ha aa
aapka shukriyaa aapki meherbaani aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain kya suhaana sama hai ye mausam jawaan hai aaj har cheez pe hai jawaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aapki yaad aaye to dil behel jaaye dijiye aisi koi nishaani aapka shukriyaa aapki meherbaani pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai yaad rakhna ye baatein nayi hain mulakaatein ye mohabbat magar hai puraani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki mehrbaani
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai hum aaj udhar se nikle to bade intzaam se gira raha tha koi parda haaye sare shaam se udhar aap ki photo se saji deewaar pe padaa hua tha ik saaya bade aaraam se aapke kamre mein koi rehta hai lala la la la la lala lala la la la la lala la la lala lala la lal lal la la la magar jo ik din main guzri gali mein sarkaar ki tabhi se chalti hai dil pe haaye talwaar si dabi dabi halki halki hansi ki tanaav mein machal rahi thi chudi bhi haaye chhankaar thi yeh na samjho koi gafil rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai la la la la la aapke na na aapke na na na aapke kamre mein koi rehta hai agar main kahu jo dekha nahin tha woh koi khawaab padaa tha table pe chashma woh kiska janaab gore gale
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aapke shaher mein aayi hoon shauk se aapke zauk se phir bhi darti hoon main apna dil tod kar dillagi chhod kar ek taazaa gazal pesh karti hoon main ki jashn e shaadi hai raat aadhi hai jashn e shaadi hai raat aadhi hai khushnaseebon ko shab mubarak ho main pashemaan hoon kuchh pareshan hoon mere ashkon ko aap mat dekho jaane mehboobi dard mein doobi cheez gaaungi muskuraungi ghum sahe dil mein phir bhi mehfil mein kya kisi se kya kisi se kya kisi se main shikwa karungi main tawayaf hoon mujra karungi main tawayaf hoon mujra karungi dil ki dushman hoon main ghum ki dulhan hoon toote waadon se bhooli yaadon se jaan jalti hai chot lagti hai phir bhi zinda hoon main sharminda hoon aye meharbaano mere deewaano theek kehte ho chand logon ko pyaar karne ka hak nahin hota kya main phir ye kya main phir ye kya main phir ye tamanna karungi main tawayaf hoon mujra karungi main tawayaf hoon mujra karungi saamne hai tu baandh loon ghunghru
aapki baaten aapki kasmen sab jhuthe afsaane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen sab jhuthe afsaane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen ehde wafa ke kya hain ta kaze aagaaz kahan jo ho in jazbaat se wakif wo dil aapke paas kahaan wo dil aapke paas kahaan aap mohabbat aur wafa ki rasmon se begane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen iska naam mohabbat kyun ho ye to ek gaao hua kya aagaaz tha afsane ka lekin kya anjaam hua lekin kya anjaam hua shame wafa benoor huyi ab dil ke daag jalane hain aapse humne pyaar kiya hum bhi kaise deewane hain aapki baaten aapki kasmen
aapki yaad aati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi baasuri ki sureeli suhaani sada baasuri ki sureeli suhaani sada yaad ban ban ke aati rahi raat bhar yaad ban ban ke aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi yaad ke chaand dil mein utarte rahe yaad ke chaand yaad ke chaand dil mein utarte rahe chandani jagmagaati rahi raat bhar chandani jagmagaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi koi deewana galiyon mein phirta raha koi deewana koi deewana galiyon mein phirta raha koi aawaz aati rahi raat bhar koi aawaz aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi
aapne apna banaya meherbani aapki meherbani aapki hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani apki aapne apna banaya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya is inayat is nawazish is karam ka shukriya humne bhi dil mein chhupa li ye nishani aapki meherbani aapki aapne apna banaya aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin kyu na mil jaye ke purab aur pachchhim hum nahin ban gaya mera fasaana ab kahani aapki meherbani apki hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani aapki aapne apna banaya
aapne huzoor mujhe aapne huzoor mujhe kya se kya bana diya kya se kya bana diya aap se aana aap se jaana aasmaan pe baitha diya aasmaan pe baitha diya meherbaani meherbaani meherbaani meherbaani meri tere dum se teri mere dhum se hai ye zindgaani zindgaani zindgaani meherbaani meherbaani meri tere dum se teri mere dhum se hai ye zindgaani zindgaani zindgaani meherbaani meherbaani chaand ki nazar na lage aaa aa nazar utaar doon chaand ki nazar na lage aaa aa nazar utaar doon saans saans mein mila ke aaa zindaagi sanwaar doon saans saans mein mila ke aaa zindaagi sanwaar doon le liya hai aapka dil de diya hai apna bemisaal bemisaal bemisaal meherbaani meherbaani meherbaani meherbaani oo meri tere dum se teri mere dhum se hai ye zindgaani zindgaani zindgaani meherbaani meherbaani baat kehte kehte tum jo hans diye phool muskura diye baat kehte kehte tum jo hans diye phool muskura diye taare jugnu banke dekhne humein aasma se aa gaye taare jugnu banke dekhne humein
apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun dil mein aisa dard chhupa hai dil mein aisa dard chhupa hai mujhse saha naa jaaye mujhse saha naa jaaye kehna to chahun apnon se main phir bhi kaha naa jaaye phir bhi kaha naa jaaye aansoo bhi aankhon mein aaye aansoo bhi aankhon mein aaye chupke se pee jaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun jeevan ke pinjare mein mann ka ye panchhi jeevan ke pinjare mein mann ka ye panchhi kaise pair se chhoote kaise pair se chhoote jeena hoga iss duniyan mein jab tak saans naa toote jab tak saans naa toote damm ghutta hai ab saanson ka damm ghutta hai ab saanson ka kaise bojh uthaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun apne jeevan ki uljhan ko
apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun pyaar ke waade ho gaye jhuthe pyaar ke waade ho gaye jhuthe wafaa ke bandhan toote wafaa ke bandhan toote banke jeevan saathi koi chain mera kyun loote chain mera kyun loote aise jeevan saathi seeeeee aise jeevan saathi se main kaise saath nibhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun kaise kaise bhed chhupaayen kaise kaise bhed chhupaayen haathon ki rekhayen haathon ki rekhayen koi naa jaane iss jeevan ko ye kiss or le jaayen ye kiss or le jaayen padh naa paaun lekh vidhi kaaaaa padh naa paaun lekh vidhi ka pal pal main ghabraaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun apne jeevan ki uljhan ko
dil ki haalat na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kaha maine kya sun liya dil ki haalat na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kahaa ek baar wo fasaana wo fasaana phir sunaiye koi hasin bahana haan bahana phir banayiye samjha hai kya dil kahna hai mushkil samjha hai kya dil ye hakikat na haan puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kahaa phir do dilon mein waade hanji waade aaj ho gaye kuchh aur hi iraade haan iraade aaj ho gaye dil muskuraye kisne jataye dil muskuraye meri kismat na haan puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya dil ki haalat na na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya
Dil Ki Halat Na Puchiye
aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main bhi kya cheez hoon khaaya tha kabhi teer koyi dard ab jaa ke utha chot lage deir huyee tumko humdard jo paaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main zameen par hoon na samjha na parakhna chaaha aasmaan par ye kadam jhoom ke rakhna chaaha aaj jo sar ko jhukaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya maine bhi soch liya saath nibhaane ke liye door tak aaoungi main tumko manaane ke liye dil ne ehsaas dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
aapne yun hi dillagi ki thi aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe aapne bhi hamen na samjhaya aap bhi to hansi samajh baithe aapko yaad kya bhala rehta hum to yun hi mile the rahon mein dil hamare mein aap the lekin hum na the aapki nigahon mein kya hua aapne na pehchana kya hua aapne na pehchana aur hamen ajnabi samajh baithe aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe pyaar apna to ik tamasha tha aur hum khud hi the tamashayi aaj deewangi hamein apni yaad aayi to aankh bhar aayi jal raha tha wo dil hamara hi jal raha tha wo dil hamara hi hum jise chandani samajh baithe aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe aapne bhi hamen na samjhaya aap bhi to hansi samajh baithe
hooo aapse dil mila ho oo aapka ho gaya aapse milke yun mera dil kya se kya ho gaya hey aapse dil mila ho oo aapka ho gaya aapse milke yun mera dil kya se kya ho gaya aankhon hi aankhon mein baaton hi baaton mein na jaane kaise kho gaya aankhon hi aankhon mein baaton hi baaton mein na jaane kaise kho gaya hooo barson sambhala jo naazon se pala jo dil tera ho gaya ho gaya ye bhala aaaa ya bura ho gaya aapse milke yun mera dil kya se kya ho gaya jeevan ki rahon mein teri hi bahon mein ab jeena marna hai yahan hooo jeevan ki rahon mein teri hi bahon mein ab jeena marna hai yahan hooo ye saath chhoote na ye pyaar toote na mar ke bhi jaane jaan dil ki takdeer ka ho ooo faisla ho gaya hooo aapse milke yun mera dil kya se kya ho gaya aapse dil mila hoooo oooo aapka ho gaya aapse milke yun mera dil kya se kya ho gaya kya se kya ho gaya kya se kya ho gaya kya se kya ho gaya
aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaaye chalta jaaye chalna iska kaam manzil paaye na paaye do phoolon ko ik daali par sang sang khilte dekha sang sang khilte dekha ek chadha mandir mein dooja dhool mein milte dekha dhool mein milte dekha jeevan ke ooooo jeevan ke dukh sukh ki kahaani ek anokha raaz koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye sabse bada balwaan samay hai kisne samay ko jaana kisne samay ko jaana waqt ka roop kisi ne ab tak dekha na pehchaana dekha na pehchaana shaam savera ooooo shaam savera rain ka phera ek anokha raaz koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaaye chalta jaaye chalna iska kaam manzil paaye na paaye
kuchh paane ki ho aas aas koi armaan ho jo khaas khaas aashaayen har koshish mein ho vaar vaar kare dariyaaon ko aar paar aashaayen toofaanon ko cheer ke manzilon ko chheen le aashaayen khile dil ki umeeden hanse dil ki ab mushkil nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi aashaayen khile dil ki umeeden hanse dil ki ab mushkil nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi udd jaayen le ke khushi apne sang tujhko wahaan jannat se mulaaqat ho puri ho teri har duwaa aashaayen khile dil ki umeeden hanse dil ki ab mushkil nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi aashaayen khile dil ki umeeden hanse dil ki ab mushkil nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi guzren aisi har raat raat ho khawaahishon se baat baat aashaayen le kar sooraj se aag aag gaaye jaa apna raag raag aashaayen kuchh aisa kar ke dikha khud khush ho jaaye khuda aashaayen khile dil ki umeeden hanse dil ki ab mushkil nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi aashaayen khile dil ki umeeden hanse dil ki ab mushkil nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Yahaan Se Jaane Ka Banarsi Babu (1973) 04:01 18111
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Yogeeta Bali
Duration : 04:01   Song Number : 18111   

Aap Yun Faaslon Se Shankar Husain (1977) 04:33 15739
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Malini
Duration : 04:33   Song Number : 15739   

Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:54 20068
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 20068   

Aapka Chehra Masha Rootha Na Karo (1970) 05:24 32340
 
Poster of Rootha Na Karo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:24   Song Number : 32340   

Aapka Shukriya Aapki Meherbaani Anokhi Pehchan (1972) 04:30 36965
 
Poster of Anokhi Pehchan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Rakhi
Duration : 04:30   Song Number : 36965   

Aapke Kamre Mein Yaadon Ki Baaraat (1973) 08:50 14415
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vijay Arora, Zeenat Aman, Tariq
Duration : 08:50   Song Number : 14415   

Aapke Shaher Mein Aayi Hoon Mehbooba (1976) 05:07 39962
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 05:07   Song Number : 39962   

Aapki Baaten Aapki Kasmen Kala Samundar (1962) 03:20 36778
 
Poster of Kala Samundar (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Chitra
Duration : 03:20   Song Number : 36778   

Aapki Yaad Aati Rahi Gaman (1978) 04:55 13256
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Chaya Ganguli
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Smita Patil
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 04:55   Song Number : 13256   

Aapne Apna Banaya Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:36 32084
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:36   Song Number : 32084   

Aapne Huzoor Mujhe Fariyad (1964) 03:41 38210
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Zeb Rahman
Duration : 03:41   Song Number : 38210   

Aapne Jeevan Ki Uljhan Ko (Female) Uljhan (1975) 04:23 14375
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 14375   

Aapne Jeevan Ki Uljhan Ko (Male) Uljhan (1975) 04:27 14374
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:27   Song Number : 14374   

Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya Aaya Toofan (1964) 03:18 38544
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen, Dara Singh
Duration : 03:18   Song Number : 38544   

Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya (Long Version) Aaya Toofan (1964) 04:23 39761
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 04:23   Song Number : 39761   

Aapne Yaad Dilaaya To Aarti (1962) 03:49 12593
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:49   Song Number : 12593   

Aapne Yun Hi Dillagi Ki Thi Mehndi Lagi Mere Haath (1962) 03:26 37105
 
Poster of Mehndi Lagi Mere Haath (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda, Ashok Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 37105   

Aapse Dil Mila Ho Naya Bakra (1979) 04:28 35879
 
Poster of Naya Bakra (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anjan
Music Director- 
K Babu Ji
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Chandralekha
Duration : 04:28   Song Number : 35879   

Aas Ka Panchhi Ulfat (1978) 04:08 12347
 
Poster of Ulfat (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:08   Song Number : 12347   

Aashaayen Iqbal (2005) 04:22 17568
 
Poster of Iqbal (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Iran Siddiqui
Music Director- 
Sulaimaan
On Screen Actors- 
Shreyas Talpade, Shweta Basu Prasad
Duration : 04:22   Song Number : 17568